Sad Shayari
Collection of Latest Urdu Sad Shayari, Urdu Sad Poetry, Sad Love Shayari, Sad Love Poetry
sad shayari, sad shayaris, punjabi sad shayari, hindi sad shayari, hindi sad shayari, sad urdu shayari, sad love shayari, sad shayri, sad shayari sms, sad sayari, sad shyari, sad shayeri, sad shayari in hindi
Rehtey hain saath saath mai aur meri tanhai
Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai
Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai
Kartey hain basar raat main meri tanhai
Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath
Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai
Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum
Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai
Copyright © 2009 Deewanapan.com All Rights Reserved.