Ae zindagi teri jeet hogay,
Aur mein haar gay,
Ab na mujh mein himmat hai tujhse ladne k liye,
Jo wada kar ai thi ,
Uss ko nibhane k liye mujh mein taqat nahi,
Jo mere saath tha,
Who mujhko iss mod par tanha chod gaya,
Ab kiss ko apna kahoon,
Apna tha jo? who ab paraya hogaya,
Bohot mushkil hai yeh zindagi ka saffar,
Uss se ladne k liye himmat ki zaroorat hai,
Jo ab mujh mein nahi,
Kitne log jitte hai zindagi ka naam le kar,
Mein to who hoon jo zindagi ka naam le kar marr gay,
Ab na mera kuch baqi raha siwa tanhay,
Ache hai who log jo iss jahan mein apna naam kar gay,
Par meri khaak uda jab, mera naam gumnaam ra gaya,
Jo meine karna chaha who khwab adhuure reh gay,
Ae ?arzoo?,tere liye Khuda ke siwa kon reh gay,
Ab jina hai ?zindagi? ko maboori samajh kar