Mohabbat karke dekho to
Home » Romantic Shayari » Mohabbat karke dekho to June 20, 2010 Romantic Shayari
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
Mohabbat khud bhi hoti hai
Mohabbat khud hojaati hai
Mohabbat khud banati hai
Mohabbat khud bhi banti hai
Mohabbat khud bhi andhi hai
Mohabbat andha karti hai
Mohabbat jhuk bhi sakti hai
Mohabbat jhuka bhi deti hai
Mohabbat khud bhi nafrat hai
Mohabbat Pyaar bhi karti hai
Mohabbat Pyaar hai Dil ka
Mohabbat esaar bhi karti hai
Mohabbat kaam hai dukh ka
Mohabbat naam hai sukh hai
Mohabbat naam hai is ka
Mohabbat is hi ko kehte hain
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
Random Posts
Comments (4)





good
good
Mohabbat karne walon ki bhi jaan leti hai
Mohabbat na karne walon ko bhi maar deti hai
Mohaabat khud se pyar karna sikhati hai
Mohabbat khud se khud ko juda kar deti hai
Mohabbat manzil dekhati hai
Mohabbat raahein mitati hai
Mohabbat jashn-e-bahaar hai
Mohabbat dukhon ka samudre hai
Mohabbat jeene ki wajah hai
Mohabbat marne ka karann hai
Mohabbat na jane kahan se shooru hooyee thi
Mohabbat na jane kahan khatm hoyegi
Inshort Mohabbat ka debate koi nahi jeet sakta
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti
Mohabbat khud bhi hoti hai
Mohabbat khud hojaati hai
Mohabbat khud banati hai
Mohabbat khud bhi banti hai
Mohabbat khud bhi andhi hai
Mohabbat andha karti hai
Mohabbat jhuk bhi sakti hai
Mohabbat jhuka bhi deti hai
Mohabbat khud bhi nafrat hai
Mohabbat Pyaar bhi karti hai
Mohabbat Pyaar hai Dil ka
Mohabbat esaar bhi karti hai
Mohabbat kaam hai dukh ka
Mohabbat naam hai sukh hai
Mohabbat naam hai is ka
Mohabbat is hi ko kehte hain
Mohabbat karke dekho to
Mohabbat kya nahi karti