The True Love Story
Home » Love Stories » The True Love Story February 5, 2010 Love Stories
dosto ya jo story ha ya 100% such ha.
kisa kuch aysa ha. ek larka pakistan k ek beautiful city ma rhata ha.or larki b baree city ki ha. in dono ka milna atefaaq tha. huwa kuch u k larka apnaykuch dosto k saath ghoomnay giya huwa tha. wha us ko ek sms milla.larky na ignore kar diya. us k baad miss calls ani start hu gaie.ek din larkay na phone kiya. bus wahi sa un ki piyar khani churoo hu gaie. larkay na larki ko propose kiya larki k ghar rishta bhaja. per kisi wajha k wajha sa abhi thak un ka rishta paka nahi hu saka per wo dono ek dosray k liye jaan deenay ko tiyaar ha. agg kaal larka or larki dono he hospital ma ha dono na ek din, ek time sleeping pills kha lee thi. mere tu dua Allah un ko sehat dee or un ka rishata kaiem kar dee(ameen)




