Sachi Mohabbat ki Dastaan

Home » Love Stories » Sachi Mohabbat ki Dastaan July 28, 2010 Love Stories

Farhan ke aur mere love marriage thee. Meray ghar walay khulay dil damagh kay maalik thay aur unho nay Farhan ke aur mere shaadi pay koe aetaraaz nahi keya thaa. Jubkay Farhan kay waldaen aur behnu ko hum dono ke shaadi per sakht aetaraz thaa. Un kay ghar walo nay baadilnakhaasta hum dono ke shaadi tu ker de thee leaqin unhu nay mujhay kabih baho nahi qabool keya thaa.

Humari shaadi ko paanch saal honay ko thay leaqin Farhan ke mohabbat main koe kami nahi aaye thee. Khuda nay najanay kyun mujhay ulaad ke naemat say nahi nawaza thaa. Es kami nay be Farhan ke meray liyay mohabbat kum nahi ke thee. Yeh humari shaadi ke paanchwi serdiya thee. Her baar ke tarah es baar be raat ke sard shamo ko Farhan ke garm saansain mujhay raat ko garm kerti thee. Un kay baazo ka tang daera ju meray gird hota thaa woh mujhay abhi taak tahafuz ka ehsaas dilata thaa. Shaadi ke pehli raat ke tarah aaj be woh raat ko meray ganay balo pay he sir rakh ker sotay thay.

1 din un ke saalgirah thee. Main apni aadat kay mutaabiq un kay anay say pehlay taza dum honay chali gae. Aaj main nay un ka deya howa woh dress pehna thaa ju unhu nay mujhay thoori daer pehlay he tuhfay kay toor per deya thaa. Main taza dum hu re thee kay mujhay mere nand ke awaz aaye bhabhi! Bhaee bola ray hain! Jaldi baahir aaa jaey. Mujhay herat ka aik jatka laga kay hamesha Farhan khud bedroom aatay thay leaqin aaj behan ko kyun beja. Khair main baahir aaa gae apnay bedroom say tu saath he mujhay Farhan ke awaz aaye. Woh kaeh ray thay kay Mahnoor! Kundi kholo! Main aaya hu! Mujhay haerat howe k bedroom kiss nay lock keya. Es kay saath he Farhan ka maamuzaad humaray bed say utha aur kundi khool de. Us nay mujhay kaha Mahnoor! Tum tu naha chuki hu. Main ghar ja kay naha lu ga. Tum apni bedsheet change ker lena.

Main heraan thee kay yeh kya majra leaqin mujh pay qayamat toat peri jub Farhan nay mujhay kaha kay main nay soacha be nahi thaa kay tum mujh say bewafi ker sakti hu. Main nay unhay lakh kaha leaqin woh mere aik baat sunay ko tayaar nahi thay aur seconds main mujhay talaaq denay ka faesla ker leya. Khuda ke kerni kay ussi waqt mere bari nend ka beta bed kay nichay say nikla aur kaha kay maamu! Mahnoor anti tu washroom thee tu Saboor uncle aur main bed pay laet gay. Mere ball bed kay nichay gir gae thee tu main woh uthanay chal pera. Youn Khuda Khuda ker kay mera ghar totnay say bacha leaqin us kay baad hum dono nay ehlaahda ghar lay leya jaha sirf Farhan, main, humara 1 beta aur sachi mohabbat hai.

Random Posts

    Tags:

    Comments (32)

     

    1. sahil says:

      hi mera nam Sahil malik ha main kisi achi gf ki talas main hoo plzzz koi girl ha jo muj say frand ship kray main LAhore say ho or plz Larki b Lahore ki honi cahye plzzzzzzzzzzz mera num ha 0345-4423347

    2. anas says:

      bs bhae ye saas nanden b na ksi ko khush nae dekh sktien

    3. sharjeel says:

      khush kismat ho sister jis ko us ka pyar mila.

    4. mushtaq says:

      hi mera naam mushtaq hai mera sawal ye hai ke mohobat ka jawab mohobat se kyun nahe milta kia mujh ko haq nahe ke me bi kisi se pyaar karoo .why……..why my number is 03002916549/03462511885

    5. FAROOQ ALI says:

      MAI KARACHI SY HU.
      AGAR KOI LARKI MUJH SY FRNDSHIP KARNA CHAHTI HU TU MUJH SY CONTACT KARE.
      MY CONTACT # IS 03422691822

    6. wali says:

      Salam 2 all ur very lucky Khuda Giving you a loving & caring husband ……….Vry Lucky person best wishes frm me

    7. FARZAN says:

      KHUDA NE AAPKA GHAR TOOTNE SE BACHA LIYA KYUKI AAPKI MOHABBAT SACHI THI

    8. WAQAR says:

      hay ma waqaq ho mara sawal ya hai ka pyar ma boys apni jan tk day saktay hain magar ya girls kyn nai wafa krte ya mushkil ka agay kyn haar man jate hain or kyn ya lafaz kehte hain k ham majboor hain,
      AGAR KOI GIRL MUJ SA FRINDSHIP KRNA CHATI HAI TO CONTACT KRAY
      MY CONTACT no#03087033100
      03217041109
      syedwaqar_abbas@yahoo.com
      swaqarabbas147@gmail.com

    9. amlir says:

      hai dua kesi ho

    10. amlir says:

      Your comment is awaiting moderation

    11. amlir says:

      hai im amir 03452424264

    12. WAQAR says:

      hay ma waqar ho mara sawal ya hai ka pyar ma boys apni jan tk day saktay hain magar ya girls kyn nai wafa krte ya mushkil ka agay kyn haar man jate hain or kyn ya lafaz kehte hain k ham majboor hain,
      AGAR KOI GIRL MUJ SA FRINDSHIP KRNA CHATI HAI TO CONTACT KRAY
      MY CONTACT no#03087033100
      03217041109
      syedwaqar_abbas@yahoo.com
      swaqarabbas147@gmail.com

    13. WAQAR says:

      WAQAR says:
      hay ma waqar ho mara sawal ya hai ka pyar ma boys apni jan tk day saktay hain magar ya girls kyn nai wafa krte ya mushkil ka agay kyn haar man jate hain or kyn ya lafaz kehte hain k ham majboor hain,
      AGAR KOI GIRL MUJ SA FRINDSHIP KRNA CHATI HAI TO CONTACT KRAY
      MY CONTACT no#03087033100
      03217041109

    14. Ayesha says:

      Hmmm..End acha tha!
      glad to see u happy otherwise there wasn’t anything very speical.:)

    15. Naeem says:

      same to aysha,
      Mob..03333546000

    16. Naeem says:

      waqar bhai sb larkian bewafa nhin hoti,ya aik jesi nhin hoti,agr ap un ki jaga hote to shayad ap aisa hi karte,
      03333546000
      03336203057

    17. M waheed warit talecom sa says:

      salam yar ma kahta ho gril sab bawafa hoti ya in ma koi asi hoti ha chand ak jo apni jan b dy sakti ha

      03237200086

    18. M waheed warit talecom sa says:

      salam yar gril tab hi bawafi karti ha jab on na kisi larky ka sath pyar karti kiya ho or larka bwafi kary os sa tab larki sab ka sath wabafi karti ha

      03239900096/03237200086

    19. mehtab khan says:

      you are so lucky my dear sister god will punish them and plz pray for me that god give me my love

    20. Haider says:

      Girls are always like this 75% girls bewafa hi hoti hyn aur jo 25% wafa wali hoti hyn voh bhi kisi majburi ki wjah se Bewafai kar deti hyn. but I love those 25% girls kyun k voh sirf kisi majburi ki wajah se hi bewafai karti hyn in ko hum bewafa ni kah sakte ab yeh majburi kia ho sakti hai to voh hoti hai parents ki only. aur koi aisi majburi ni hai jiski wajah se voh bewafai kare.
      Anyhow M Haider hun and friends bnana acha lagta hai. aur student hun.
      03427459401 /03477928158
      03477611061 /aakashhaider@yahoo.com and m also on facebook as Syed Aakash haider

    21. Tehniat fatima says:

      Yar ye bat ni hai hr larki bewafa ni oti ,,,,, bewafai waqt ki nazakat jo daikh k andaza lagaya jata hai

    22. zoheb says:

      assalaam-o-alekum
      yaar mai ek ladki se pyar karta houn magar us ko kahene se darta houn aur wo mere anti ki ladki hai shayed wo b mujh se pyar karti hai.
      Plzz yaar koi ladki mujh ko ye bata ye k mai us se kaise kahoun k mai us se pyar karta houn .plzz.
      Mera fone no. 8099640927

    23. saadam says:

      me ik larki say payir karta ho me nay usay batia be hai lakin wo koi jawaab nahi day rahi ap he batiy muhay kia karna chahiy plzzzzzzzzzzzz

    24. nivi says:

      hi,shahil me tumse frienship karana chahati hooo., tum muje is id per msg send karna, patel.nivi@rediff.com

    25. nivi says:

      hi,shahil me tumse friendship karana chahati hooo., tum muje is id per msg send karna, patel.nivi@rediff.com

    26. awais says:

      mai b aik larki sy piyar karta hu or woh b mujse karti thi ,hmary piyar ko 4 sal ho gy mgr aj larki achanh badal gai jasy mai uska dushman hu,pata ni usy kia hogya

    27. Sani says:

      Mai kanpur se hu mujhe ek sweet si masoom chere vali ladki ki talas h

    28. Sani says:

      My no-8081834214

    29. Sani says:

      Me student hu aur sweet si frnd ki talas kr rha hu

    30. hot girl says:

      Seriously: Who is she and where can we see more of her?

    31. khanbabu says:

      sub tharki hain

    Leave a Reply