Muhabat kia hai?

Home » Love Stories » Muhabat kia hai? February 14, 2010 Love Stories

muhabat kia hai?????????
her ak ka apna experince, her ak ki apni story……..
kisi k liay dhop tu kisi k liay chaon.bhut lucky log hty hain jinain sachy muhabat milty hai.leken kabhi kabhi lgta hai k sub jhot hai.ak bt share kerna chty hon ap sub logun se
mai ak esy lerky ko janty hon ju ak lerki se bhut pyar kerta tha.apni zindgi k 12 sal es muhabat mai guzry un k.lerki bi pyar kerty thy us se.mai ne aksar suna tha k insan badal jaty hain aur yehy bt jub mai us lerky pa rakh k sochty tu mai es natejy pa pochnty k sub badal skty hain mgr wo shaks nai.12 sal kam ersa nai hta aur muhabat bi esithy un ki jesy dewany hty hain.un ki mangni ho gai kuch ersy bad
pher qismat ki sitam zarefy k us lerky ko blood cancer ho gia aur 14 month wo hospital mai rhy.us lerki ki death se kuch month phly he wo lerka change ho gia.wo ju lerki ki ak chenk pa tarap uthta tha usy lerki ki takleef ki perwa he nai hty thy.akher lerki ki death ho gai.aur death se kuch dinu bad us ne dosri lerkiyu mai sahara dhondna shoru ker dia
ye koi bani banaye story nai hai ye haqeqat hai
itni tafseel batanyka maqsad ye hai k kia muhabat ak sahara hai???????
ju ak sahara khu jaye tu dosra dhond lia jaye…..
kia hai muhabat????itny pakeza jazby ko hum kue ganda ker dety hain es ka jawab shayad kisi k pas nai

Related Love Stuff

Tags: , , , , ,

Comments (2)

 

  1. sallam.
    dost me apko ek ase haqiqat bata raha hu jo ap sun kar sahyad mohobat say bhot door chaly jao.
    mera ek dost tha jis ka name zohaib tha or wo 10th class me study karta tha or wo sham ko tution bhi jata tha ek din usay uski tution me ek larki admision lenay ae jis ka name saba tha or us kay bhai koe kam kartay thay q k wo log bho ame thay or zohaib bhot ghareeb thaor zohaib ko us larki say pyar ho gaya tha zohaib nay apnay ghar walo say kha kay mujhe saba passand hai to zohaib kay ghar walo nay kha saba bhot ameer gharanay ki larki hai to zohaib nay zid ki kay mujhe ise larki say shadi karu ga warna apnay ap ko mar du ga to zohaib ka abu man gaya.
    zohaib nay soucha kay ab abu to man gaya hai ab me saba ko khata hu I LOVE YOU. or jab usnay saba ko kha kay me tum say pyar karta hu. to saba nay kha kay me bhi tum sa pyar karti hu.
    zohaib bhot khush tha kay saba usay bhot juldi mil jay ge or wo apnay ghar gaya or apnay ami ko bataya kay saba man gae hai uskay ghar waly bhi bhot khush huway zohaib nay saba say uska mobile number lay lea tha or wo roz rat ko usay bat karta tha or apnay naseeb par bhot khush hota.par zohaib ko pata nahi tha kay saba nay apnay ghar walo ko nahi bataya tha kay usay zohaib say pyar hai par zohaib samjhta tha kay saba nay apnay ghar par sub ko bataya hai kay usay zoahib say pyar hai.
    ek din saba kay bhaio ko pata chal gaya or un kay bhaio nay saba say pucha kay zohaib kon hai saba bhot dar gae thi or kha kay me zohaib ko nahi janti hu or ek din us kay bhaio nay tution kay kuch larko say pucha kay zohaib tution me kis larki say bat karta hai to larko nay kha kay saba say bat karta hai uskay bhai bhot gusay me ghar gay or saba say pucha kay zohaib kon hai to saba nay kha kay mujhe zohaib tang karta hai tution me to uskay bhai aglay din tution gay or zohaib ka intazar karahay thay jab zohaib tution me aya or un kay bhaio nay zohaib say pucha kay saba tumhari kiya lagti hai to zohab nay kha kay me usay pyar karta hu.
    to uskay bhaio nay kha kay hum saba kay bhai hai or ap humary ghar chalo humri ami or saba say bhi milo ok
    to zohaib ki khushi ki koe intaha nahi thi or zohaib khoshi khoshi un kay sath chala gaya or jab zohaib un kay ghar pocha or un kay ghar me inter huwa to saba or uski ami or sister andar thi saba nay jab zohaib ko apnay ghar par dekh kar heraan hoge or sirf apnay bhaio ko dekh rahi thi.
    to saba say un kay bhaio nay pucha kay ye wohi zohaib hain jo tumhay tang karta tha to zohaib heraaaaaaan ho gaya or khenay laga kay saba tum to mujh say pyar karti ho to saba nay apnay bhaio say kha kay me zohaib say pyar nahi karti hu or zohaib mujhe roz tution me tang karta hai to saba kay bhaio nay zoahib ko bhot mara bhot mara or zohaib kay zibaan par sirf yahi lafz thay kay saba tum to mujh say pyar karti thi apnay bhaio ko batao kay tum mujhe say pyar kati ho or saba kay sub say baray bhai nay zohaib ko golia mar kar zohaib ki lash uskay tution kay samnay phag die

  2. arsalan says:

    jani or joht nahi mila aap ko???

Leave a Reply