Khushyu Ka Aangun
Home » Love Stories » Khushyu Ka Aangun August 5, 2010 Love Stories
Aaj mere suhaag raat thee! Aaj woh raat thee jis ka Moaz aur main nay kabih university ke library ke seryo pay sari university say baykhabar hu ker dekhtay thay aur apnay khaabo kay khushyu kay aangun main. Aaj main dulhun bani baethe thee aur mera surkh chehra baqool mere nend kay sharma sharma kay aur be surkh aur dilkash ho gya thaa.
Moaz kamray main aaa gay thay aur bedroom lock ker chukay. Es kay saath he meray dil ke darkhan taez hu chuki thee. Moaz aey aur mera gunghat uthaya aur youn goya howay ā Jaan-e-jaan! Kehta thaa hum dono ke mohabbat sachi aur pakeeza hai, chahay kitne he mushkalain kyoun na humain dekhni peray, hum zaroor aik dosray kay humsafar banay gay! ā. Yeh baat main pichlay 4 saal say 1 din main kum az kum 200 dafa Moaz kay mou say sunti thee leaqin mujhay es main sadaqat nahi lagti thee. Aaj yaqeen howa thaa k agher Mohabbat sachi hu tu ensaan zaroor paa leta ha apni mohabbat ko.
Aaj Moaz ke baaho main aaa ker jee chaah reha thaa kay kabih en baaho say kabih baahir na niklo bulkay waqt thum jaey. Un ka mujhay jaan-e-mun kaeh kay pukarna tu mamool thaa leaqin aaj jub unhu nay jaan-e-mun kaha thaa tu woh khushi mehsoos howe thee kay alfaaz main beyaan nahi ke ja sakti.
Main aik din apni dost saath khilkhala kay ground main baeth kay hans re thee aen apni aadat kay mutaabiq kay mujhay laga kay koe neeli aankho wala larka mujhay dekh reha hai. Main nay apni aankho ka pani saaf keya tu dekha kay waaqay koe aik neeli aankho wala larka beykhabar her cheez say mujhay tiktaki baand ker dekh reha thaa. Thaa tu mera rang be surkh safaed leaqin us larkay ka itna surkh rang thaa kay mujhay laga tamatar hai. Phir main nay mehsoos keya wahi tamatar jasa neeli aankho wala larka aksar meray aagay pichay university main phirta rehta thaa. Us kay chay fut qud ussay kay smart badan pay khoob jachta thaa.
Phir aesa aksar honay laga kay hum dono kay aankhain do aur do chaar honay lagi. Na janay kub yeh aankhain milanay ka silsala mohabbat main tabdeel hu gya aur hum dono suhanay mustaqbil kay khaab bunay lagay. Mera dil ander say khoofzada thaa kyounkay hum loag apni zaat say baahir shadi nahi kertay thay. Haeratangaiz baat thee kay jub main nay Mummy aur Daddy say Moaz kay baray baat ke tu woh shadi kay liyay maan gay thay. Main tu soachti thee woh university jana band keray gay mere baat sun ker leaqin yaha tu ult he baat nikli thee.
Aaj main apnay waeldaan ke duao kay saey talay rukhsat hu kay es ghar aaye thee aur Moaz kay khushyu ka aangun aab mujhay aaj say banaana shoro kerna hai.
Kesi lagi aap ko yeh kahani ??
Random Posts
Comments (13)

badddddddddddddddddddddd
mujhy boht pyari lgi apki kahani.Allah ap ko hamesha khush rakhy aameen.
what a boring story!…
? wht u r trying to tell..?
Is it a story evn
huh! terrible..
mujhay app ki story bht achi lagi sis allah app ko hamesha sth our khush rakhay ameen our hamesha jo sacha pyar kartay hain un ko milata rahay ameen
kya to bhi hai ye sab!!! apni personal baatien idhar kaiku to b publish karre..kya zamana agaya hai ji..aur aaj kal jahilan bhi computer pe baith te kya..ek bhi spelling sahi nai likhe….
Thanks since placing along that article. iām unquestionably disappointed with struggling to investigation out apt as a result reasonable criticism on this one carry weight. everyone currently goes insidethe bias ofthe wonderfully mass extremes on perhaps generate residence their point of view because either: everybody else inside soil is wrong, or two because everyone but them does no, non- genuinely appreciatethe situation. tolerably various abundance appreciation forthe concise, appropriate comprehension.
love and betrayal
muntazir-marasim.blogspot.com
mje ap ki story bht achi lagi hai…..Allah ap dono ko hamesha khush rakhe….(AMEEN)
try smthng betr bt wl trd
pyar sacha ho to mill jata hy ye zarori nai hy
uffffffffff.. is it a story ??
real life ki baat hai tuo achi hai, very good, ap ko ap ki khushiyaan mubarik hon, lakin yar apni life ki sab se piyari baatien yahan tuo mat likho,, yahan koi kahani likho..
huh……. dis is a story? wat is dis neeli aankhon wala nd tamatar wat a joke………
meri khamoshiyon mein bhi fasana dhoondh leti hai
badi shatir hai ye duniya bahana dhoondh leti hai
hakeekat zid kiye baithi hai chaknachur karne ko
magar har aankh phir sapna suhana dhoondh leti hai
uthati hai jo khatra har kadam par doob jaane ka
wahi koshish samundar mein khajana dhoondh leti hai
na chidiya ki kamai hai na karobar hai koi
wo keval haunsle se aabodana dhoondh leti hai
junoon manjil ka rahon mein bachata hai bhatakne se
meri deewangi apna thikana dhoondh leti ha
kya aap mughse friendship karoge
yes to my namber is 9352030450…pelese call me