Khamoosh Mohabbat

Home » Love Stories » Khamoosh Mohabbat October 4, 2010 Love Stories

Aaj aap nay ju pink dress pehna hai na, us nay aap kay husan ko chaar chand laga diyay thay. Aaj aap mujhay itni pyari lug rahi thee kay nazar he nahi hut rahi thee. Esse liyay sara din aap kay aas paas aaj kuch zayadaeh he nazar aaa reha thaa. Mera dil chaah reha thaa kay aap meray saamnay baeth jaey aur main aap ko dekhta rahu. Woh loag unday hain ju kehtay hain kay aap pyari nahi. Koe mere nazar say aap ko dekhay. Jannat ke hooro say be zayadaeh pyari hain aap. Rameez rozana ke tarah aaj be diary main yeh baatain likh reha thaa.

Rameez medical college main Romaisa say aik saal aagay thaa. Aik din jub medical college main annual function thaa tu Rameez nay pehli dafa Romaisa ko dekha thaa. Her saal ke tarah aaj be Rameez ko mukhtalif awards milay thay. Rameez apna award lay reha thaa kay us ki nazar Romaisa per parh gae. Rameez koe aesa wasa larka nahi thaa leaqin phir be Romaisa ko pehli nazar main apna dil day baetha thaa.

Rameez dil tu day betha leaqin itni himat kabih nahi howe thee kay Romaisa ko ja ker apnay dil ke baat bataata. College kay main gate kay paas aik darakht thaa. Rameez rozana Romaisa kay anay say 5 minutes pehlay us darkht saath khara hu jata aur sobo sobo apni mehbooba ka dedaar kerta. Phir break main be Romaisa ko dekhta aur baaqi sara din be bahanay dondtay rehta Romaisa ko dekhnay kay. Us kay dost usay majno kaeh ker chirtay rehtay tu woh hans detay. Agher koe kehta kay Rameez tum itnay pyaray hu aur pyar waajbi say shakal-o-sorat larki say kertay hu tu Rameez kehta woh tu hooro say be pyari hai.

Romaisa ko be Rameez pasand thaa leaqin us ke sharm-o-haya aaray aaa jati thee. Rameez khul ker koe baat nahi kerta tha tu woh be khamoosh he thee. Esse kashmakash main Rameez doctor bun gya aur aik saal baad jub Romaisa be doctor bun gae tu Rameez kay ghar walo nay apni pasand say us ke shaadi ker de. Rameez ka dil shaadi kernay ko nahi chaahta thaa leaqin woh baybus thaa. Us nay shaadi say pehlay un tamaam gifts ju woh her moqay pay Romaisa kay liyay leta thaa leaqin denay ke himat nae ker pata thaa aur apni diary ko aag laga de.

Suhaag raat ko jub us nay apni biwi ka gungat uthaya tu chup thaa aur soach reha thaa kay aaj be mujhay Romaisa he nazar aaa re hai. Rameez ke biwi nay jub kafi daer apnay khawand ko khamosh paya tu choank kay upper dekha tu heraan raeh gae. Us ke shaadi Rameez say howe thee. Rameez ko be yaqeen hu gya thaa kay yeh us ka weham nahi bulkay haqeqat hai kay hujla-e-aroosi main Romaisa thee leaqin aaj ke raat Rameez ko khamosh mohabbat na sirf aankho bulkay honto say be boal rahi thee.

Random Posts

    Tags:

    Comments (40)

     

    1. jan mohammad says:

      MR,Ramees you are very lucky wallah you are very lucky i am so happy for you alhamdullah.

    2. Madi 1 says:

      please add Ghazals also… I need urdu Ghazals….. thnx <3

    3. saima says:

      nice……………

    4. saima says:

      really…………….

    5. payal says:

      gud story kitne khushkismat h aap

    6. sehrish khan says:

      hmm wawawawa g jawab nhi par kiya bat apne hadi se pehlai apne hone wali ki shakal nhi daikhi wo bhi aj kal k dor m

    7. Kuldeep says:

      Sach me Yakin nhi hota lagta hai kisi film ki story hai,
      kitne khus kismat ho aap jo itni aasani se aapko apna pyar hasil ho gaya.
      Have a happy life…

    8. muntazir says:

      love and betrayal

      muntazir-marasim.blogspot.com

    9. arshiya says:

      agar aissa har love story mein ho jaye to phir kya kehna magar aaisa nahi hota hai ye sub bewakhufi ki baten hai samjahe dear our agar wo os ladki se sach mein mohobat karta to kisi our se shadi k bare mein sonchta bahi nahi.ye mohabat nahi hai dhoka hai khud se b our samne walo se bhi samjae dear

    10. meher says:

      kya bakwas kahani likh dali hai..faltoo time pass q karee yarrooo…mat padho aise bakwas stories…

    11. shama says:

      bakwas kahani likhi hai

    12. Gaurav says:

      sab jhoot hi jhoot hai

    13. sandeep says:

      aisa kabhi hua bhi hai………….

    14. shilpa says:

      fully faltu .agar sahi me aisa hota na to ………….
      to……….. to………..main…… jane do yaar aage likhna mere liye time ki barbaadi hai aur kuch nahi.
      sorry, writer bhai.

    15. sohail ansari says:

      intresting h……….. nice h……….. are yaar achi h……….

    16. farhad says:

      aisa hota to aaj wo meri hoti

    17. naveen says:

      hahahahaha yss i agree it is self created

    18. abeer says:

      oh sad for the gifts.lol

    19. HAMEED BIBBO says:

      AS SLAM O ALEKUM

      RAAT BARSAAT KI HE AAJAAO
      YAADEI THADHPAA RAHI HEI AAJAO

      BIJLIYAAN BHI DARAA RAHI HAM KO
      DAR HMEI LAG RAHAA HE AJAAO

      YAAD WO RAAT AAJ AAI HE
      DIL SE, DIL KI THI JAB SAGAAI HE

      BHIGE HAM DONO IK CHATE MEI
      BAAT WO SAARY YAAD AAI HE

      DIL KI DUNIYAA THI JAB NAZAAR AAI
      TERI BHANHOON MEI ZINDGI PAAI

      KHOO GAYE THE SIRF CHAHAAT MEI
      BAAT WO YAAD SAARY AAI HE

      DIL TADHAAP TAA HE AANKH ROYI HE
      ZINDGI GAM YE DUBODEE HE

      SATH SAJAAN BAHAAR LE AAO
      LOOT KE AAJ TUM BALAAM CHALE AAO

      RAAT ROTY HE SATH AAJAO
      ASHQ ( BIBBO ) KE MOTY BANAA NE AAJAO

      APNA KHYAAL RAKHNA
      ALLAH HAFIZ
      WRITEN BY H BIBBO AMEER

    20. Bilkull bakwaass jhooth…. Mummy papa ko v wahi dikhi kya pure city me

    21. Malik asim says:

      Main is bakwas ko nahi manta agr itni asani se mohabt mil jati tu majnu laila k kisey na hotay

    22. muskan sagar says:

      Ummmmm…but hw cnthis hapen in realll llife….yzz but it ws goood story…:)…..thx 4 sharing…..

    23. arsalan says:

      nice itna he kh skta hun!

    24. HumTum says:

      kambakhat ishqqqqqqqqqqqqqqqqqqq

    25. HumTum says:

      aisi kahani hai k mughe rona aa raha hai dekho “SHAMA ” bhi ro rahi ahi
      ;;;@;;;;;;;;@;;;;;
      ;; ;;

    26. Jay kumar says:

      Tum lucky ho yaar .

    27. Shani says:

      Woooooo.ap ka pyer ap ko mil gya kyoun ka ap usy scha pyer krty thy u r lucky.

    28. Atni asani sy, hum bhoory ho gay usy mangty mangty.kher ye sb to allah ki taraf sy hota hy.nice story mgr ak bt smj b nai ati muhabat dl mai raki jati hy dunia walo ko btana nai chahye ap logo ko pyr ata hi nai

    29. noman says:

      ap ki story meri reall life sa match hote ha but is itna diffrence ha k jis ko ma pasand karta hun wo mujhe sa ak class age hai…. or ma bi apna dil ki bat ose nahi khe pata kash wo bi mujhe pasand karte ho

    30. heerjuti says:

      nice

    31. nice kahani but yuo sand for my maill

    32. Sheena says:

      Ghatiya love story jhuti o banavti hai bilkul kuch b faltu nai likhne ka soch smjh k likhne ka……

    33. Nisar says:

      The script describing false self made dont believe.

    34. Play boy says:

      Ary yron yh to short film thi .agr koi achi story share nhi kr skty to esi stories plz share mt karain
      girls can contact me my numbr
      03435677449

    Leave a Reply