Tum ko apna banaana chahta hoon
Home » Love Shayari » Tum ko apna banaana chahta hoon June 19, 2010 Love Shayari
Iss baar kuch aisa mein chahta hoon
Tum ko apna banaana chahta hoon
Bhula kar apne sab gham
Tumhe dilse apnana chahta hoon
Tumhe tumhari ijazaat se
Apne dil mein basana chahta hoon
Apne naam k saath joar kar tumhara naam
Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon
Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane
Tumhe har dua mein mangna chahta hoon
Ho jaao tum meri
Random Posts
Comments (2)





as salamu ale kum
mere mehboob aaj ajaa tu….
mere mehboob aaj ajaa tu
rasme ulfat zara nibha ja tu
char din ki ye zind gani he
isko zannat bana ja ajaa tu
malum he- he ye na mumkin
na ko? mumkin aa banaja tu
apni (bibbo) ki ye sada sunle
rasme ulfat aaj aa nibha ja tu
written by hameeda ameer
apna khyal rakhna
allah hafiz
GREAT !MEDEM HAMEEDA VERY NICE POEM,MAY YOU AND YOUR LOVE LIVE LONG