Suno Tum Lout Aao Na
Home » Love Poems » Suno Tum Lout Aao Na February 13, 2010 Love Poems
Suno tum lout aao na
tumahri yaad aati hai
koi benaam sa ik durd
in aankhon ko rulaye to
ye dil jab bhi dharakta hai
tumhara naam leta hai
Sunoo … tumm lout aao na
Muhabbat ka koi Naghma
hawain jab bhi gaati hain
tumhain waaps bulati hain
ye dhalti shaam apne sung
udaasi gher laye to
muhabbt ka fasoon or tumhari yad ka mousam
mujhe bohat rulati hain
suno wapis palat aao
tumhain itna batana hai
tumhari yaad aati hai
Sunnooo tum lout aao na
Related Love Stuff
Comments (2)

as salamu ale kum
ham ne jaab pyaar jataya to bura man gaye
haale dil apna sunaya to buraa man gaye
pyaar kar te hei un hei kab se chupaya ham ne
aaj ezhaar e wafa ki to buraa man gaye
ruth kar jo wo ham se yun jane lage
chale tareef ki haam ne buraa maan gaye
wo bhi kar te hei hame pyaar ye malum hua
un ki tabbasum chupi haam peh chan gaye
pyaar kar te ho to ham se chupate kun ho
ab to ham aap ka hale dil haye jan gaye
sari dunia ko deewaana bana rakkha he
raaz ye kya he or kun ye ham pehchan gaye
written by hameeda ameer
apna khayal rakhna
allah hafiz bibbo
Kya baat hai maza aya vaise ye nazm koi ladki v padh rahi hai agar wo v bewafi khayi ho toh mujhse bat kare inshaallha unki sari bewafi chura lunga direct contect karo 919878617863