Payaar ka bukhaar

Home » Love Poems » Payaar ka bukhaar February 16, 2010 Love Poems

aaj ayee wo humaray paas jis ko hum kehtay thay……….
bhulla ker apna gham kuch yun kho gayee humaray ghum main…..

hum kehtay reh gaye yakeen kijye aisi koi baat nahin……..
wo nuzrain jhukaa ker bolli ik payaar ki c mehak hai tumharay gham main….

hum ne kaha kis payaar ki baat kerti ho aaj tum……….
wo bolli doob gaye thay hum dono jis payaar main……

hum ne kaha jao jao tum mut karo payaar ki batain…….
woh bolli nahinatta payar mujhay to kia hua ab b hun tere payar k nashay main…..

hum ne kaha jhut mut bolo or jao ja k thora so lo…….
wo bolli tum kya gaye main to tub se hi hoon neend main……

hum ne poocha hairangii se k kion ho tum tub se neend main…..
wo muskura ker bolli kabhi to millo gay hassen khawab main….

Related Love Stuff

Tags: , , ,

Leave a Reply