KhuwabOon ka nagaR
Home » Love Poems » KhuwabOon ka nagaR February 5, 2010 Love Poems
ThaKay haRay khuWaboOn k sahiL paR
Khaeen Umeed ka chOta sa aiK ghaR
Bastay baStay rahay gaYa
Woh aik ghaR bhOlnay main
Abhi khUch din laGain gaY
Magar abb dinn hee kitnaY rahay gaYe hain
kiSi din dil ki Loha-e-muntaziR par
AchanUk raat Outray gi
Meri baYnoor aanKoon K khazanaY main chUpay
Har khuWab ki taKmeel kaR day gi
Mujhay bhi khuWab main tabdeel kaR day gi
Aik aySa khuwab jiS ka dhaikhna mumkin na hOu ga
Aik khuwab jiS k daman-e-sad Chaak main
kOi roShan, Koi mubbaRuk din na Hou ga
Related Love Stuff
Comments (1)

as salamu ale kum
ham ne jaab pyaar jataya to bura man gaye
haale dil apna sunaya to buraa man gaye
pyaar kar te hei un hei kab se chupaya ham ne
aaj ezhaar e wafa ki to buraa man gaye
ruth kar jo wo ham se yun jane lage
chale tareef ki haam ne buraa maan gaye
wo bhi kar te hei hame pyaar ye malum hua
un ki tabbasum chupi haam peh chan gaye
pyaar kar te ho to ham se chupate kun ho
ab to ham aap ka hale dil haye jan gaye
sari dunia ko deewaana bana rakkha he
raaz ye kya he or kun ye ham pehchan gaye
written by hameeda ameer
apna khayal rakhna
allah hafiz bibbo