Mohabbat ker k Yeh

Home » Love Guide » Mohabbat ker k Yeh January 18, 2010 Love Guide

Mohabbat ker k yeh dhoka bhi mujhay khana tha

Ker k wafa bhi be-wafai ka ilzam mujhay uthana tha

Humesha rahi main jis k piyar ki panhao’n main

A’aj us ki banho’n main kisi aur ka thekana tha

Zara c baat pay hoa tha khafa mujh say

Kyun k a’aj us nay marye piyar ko a’azmana tha

Jab kuch na kaha us nay tu chup rahi main bhi

Mujahy bhi thi bohat jaldi usay bhi gher ko jana tha

Mohabbat ka haseen rishta itny a’aram say totta

Hoi galti mujh say dil main kisi ko nahi basana tha…

Related Love Stuff

Tags: , , ,

Leave a Reply