Take Time…
Home » Love Discussion » Take Time… January 18, 2010 Love Discussion
salaam
its kind of serious topic but its about pyar .. muhabbat …
pehlay ek story sunana chahon ga jo k meray dost k saath howi .. woh daily uni aata tha phr achanak say 1 weak nahi aaya .. i called him ghar walo nay uthaya k uska accident ho gaya hy .. aur woh Ziauddin Hospital main hy.. hum sab frndz gae waha .. he was in ICU .. totally UN-concious .. dekh kar rona aa gaya.. beher-haal usk ghar walo say pocha tu pata chala k ammi nay daant diya tha .. tu gussay main aa kar rats poison pee liya.. aur phr yeh sab ho gaya.. uski death nahi howi .. woh abhi bhi zinda hy .. 2 saal ho gae is incident ko but woh ek zinda laash hy..
yeh story sunanay ka sirf yeh maqsad tha.. k jo aap say pyar kartay hy wohi aapko dukh bhi detay hy i mean unhi ki baato par aap hurt hotay hy aur isi say pata chalta hy k woh aapki aur aap unki care kartay hy…
so hamesha yeh yaad rakhay.. aur ziyada emotional na ho.. cuz unko haq hota hy hamein daatnay ka aur hamein hurt karnay ka…
thora sa time day apnay aap ko b day .. aur saamnay walay ko bhi.. …
Related Love Stuff
Comments (1)

hi yaar app wakat ka kah ta hooo insan ko kitna wakat mil na chahhya usko islaha kar na ma 10 20 30 times please is ka answer mujhe dain