Kiya aisa ho sakta hai???
Home » Love Discussion » Kiya aisa ho sakta hai??? January 18, 2010 Love Discussion
As salaam o Alikum!!!
Khuch poochna tha app se
Hamari zindagi main jin logoon ki ahmiyat hoti hai ham un se
mohabbat karte hain ya nafrat.
Lekin 1 insan jis ki hamari zindagi main bohat ahmiyat hai,yaani wo hamri zindagi ka ahem hiss hai.
agar us k bare main dil ko tatola jaye or lage k na to ham us se mohabbat karte hain or na hi nafrat
Kiya aisa ho sakta hai???
or
Agar aisa hai to phir kiya hai??? agar aisa nahi hai to phir kiya hai???
Random Posts
Comments (2)

hum usse love karte h nafrat naam ki chez to love main hoti hi nahi
Mera b ek aisa hi swaal hai,mein jan na chahta hu k pyar sirf ek ldki se hi ho skta hai, apne maa baap ya bhai behan se nhi,mein ek ldki ko 3saal se psnd krta hu lekin muje ye nhi pta k mein us se pyar krta hu ya nhi. Kyunki mein nhi janta pyar kya hota hai.pr jb b uske baare me sochta hu to ek alag c ghabrahatt c hone lgti hai aisa lgta hai maano jaan nikal jayegi ye kya hai.pyar ya fir sirf aakrshan.ya kuch aur plz muje mail krke btana plz.my id shindameenu@yahoo.in